Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords – NFAK (Original)

This lesson is about Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords by Nusrat Fateh Ali Khan. We will be learning Kali Kali Zulfon Ke Guitar chords with capo as it can be easily played by beginners too . Now let’s dive in and learn to play kali kali zulfon Ke on guitar.

Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords
  • Song Key: A#
  • Tuning: Standard
  • Difficulty level: Intermediate
  • Capo: 3rd Fret
  • Chords Used: G, D, Cadd9/C
  • Strumming Pattern: D D U chuck D U

Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords with Capo

Capo: 3rd Fret
Strumming Pattern: D D U chuck D U

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon x4

VERSE 1
(G) Aap iss tarah to
(C) Hosh uda(D)ya na kiji(G)ye
(D) Yu ban savar ke
Saamne (G) aaya na kijiye

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

VERSE 2
(D) Na chedo humein
(G) Hum sataye hue hain x2
(D) Boht zakham seenay pe
(G) Khae huye hain x2

(D) Sitmagar ho tum
khoob (G) pehchaante hain x2
(D) Tumhari aadaaon ko
(G) Hum jaante hain x2

(G) Daghabaaz (C) ho tum
(D) Sitam dhaanay (G) walay x2
(G) Faraibe moha(C)bbat main
(D) Uljhaane (G) wale x2

(G) Ye rangi (C) kahani (F) tumhi ko (G) mubarak x2
(G) Tumhari (C) jawani (F) tumhi ko (G) mubarak x2

(D) Hamari (G) taraf se
(C) Nigaahein (G) hata lo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do…
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

VERSE 3
(G) Mast ank(C)hon Ki baat cha(G)lti hai x2
(G) Mehkashi (C) karwatay bada(G)llti hai x2
(D) Ban sanwar kar wo
(G) Jab nikalte hain x2
(G) Dil kashi (C) sath sath chal(G)ti hai x2

(G) Haar jate hain (C) jeetney (G) wale x2
Wo nazar (D) aisi chaal (G) chalti hai x2
(G) Jab hatate hain (C) rukh se zul(G)fon ko x2
Chaand (D) hasta hai raat (G) dhalti hai x2
(G) Jab hatate hain (C) rukh se zul(G)fon ko x2
Chaand (D) hasta hai raat (G) dhalti hai x2

(G) Bada kash jaam (C) tod dete (G) hain x2
Jab nazar (D) se sharaab (G) dhalti hai x2
(G) Kya qayamat hai (C) unki ang(G)dai x2
Kich ke goya (D) kamaan (G) chalti hai x2
(G) Yun haseeno (C) ki zulf leh(G)raye x2
Jese (D) nagan koi macha(G)lti hai

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon x2

VERSE 4
(D) Sambhalo zara apna (G) aanchal gulaabi x2
(D) Dikhao na has has ke (G) aankhe sharaabi x2
(D) Suluk inka duniya mein (G) achha nahi hai x2
(D) Haseeno pe humko bharosa (G) nahi hai x2

(G) Uthate hai (C) najre to (D) girti hai (G) bijli x2
(G) Aada jo bhi (C) nikli qayaa(D)mat hi (G) nikali x2

(G) Jaha tumne (C) chehre se (F) anchal (G) hataya x2
(G) Vahi ehale (C) dil ko (F) tamasha (G) banaya x2

(D) Khuda ke liye (G) hum pe (C) dore na (G) daalo
(D) Humein jinda rahane do
(G) Ae husn vaalo

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon x2

See Also: Zakhm Dete Ho Guitar Chords – Rahat Fateh Ali Khan

VERSE 5
(D) Sadaa waar karte ho (G) tere jaffa ka x4
(D) Bahate ho tum khoon (G) ehle wafa ka x2
(D) Yeh nagan si zulfein, (G) Yeh zehrili nazrein x2
(D) Wo pani na mange (G) yeh jis ko bhi das lain x2
Wo (C) lut jaye jo tum se (D) dil ko (G) laga le x2
Phire hasra(C)ton ka (D) janaja (G) uthae x2

(G) Hai maloom (C) humko (F) tumhari (G) hakikat x2
(G) Mohabbat ke (C) parde mein (F) Karte ho (G) nafrat x2
(G) Hai maloom (C) humko (F) tumhari (G) hakikat x2
(G) Mohabbat ke (C) parde mein (F) Karte ho (G) nafrat x2

(D) Kanhi aur (G) jaake (C) adae (G) ujhaalo.
(D) Hume jinda rahane do
(G) Ae husn vaalo

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon x2

VERSE 6
(D) Deewana mera dil hai
(G) Deewane ko kya kahiye x2
(C) Zanjeer mein julphon ke
Phas (D) jaane ko kya (G) kahyie..

CHORUS of Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

VERSE 7
(D) Ye jhooti numaish ye (G) jhooti banavat x2
(D) Farebe nazar hai, (G) Nazar ki lagaavat x2
(D) Ye sundal se kesoo, (G) Ye areesh gulaabi x2
(D) Zamaane mein laayenge, (G) Ek din kharaabee x2
Fana (C) humko karde na (D) ye musku(G)raana x2
Ada (C) qaafiraana (D) chalan jali(G)mana x2

(G) Dikhao na ye (C) ishavao (F) naaz (G) humko x2
(G) Sikhao na (C) ulfat ke (F) andaz (G) humko x2

(D) Kisi aur (G) par zulf ka (C) jaal (G) daalo.
(D) Humein jinda rehane do
(G) Ae husn vaalo

CHORUS
(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon

(G) Kali kali zulfo ke
(D) Phande na dalo
(D) Hamein zinda rehne do
(G) Ae husn walon x4

See Also: Kun Faya Kun Guitar Chords

We hope you found Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords with Capo. We tried our best to find chords of this legendary song, so if you want any correction or suggestion please comment below. Keep supporting us and thanks for reading this article.


Song Info:
Song Title: Kali Kali Zulfon Ke
Artist: Nusrat Fateh Ali Khan
Language: Hindi/Urdu

Tags: Kali Kali Zulfon Ke Guitar Chords by Nusrat Fateh Ali Khan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You cannot copy content of this page